|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
iskadar besabr ho raha hai mera mann sanam ki yaad mein ro raha hai mera man kaise ye dil ka paigaam pohchaau un tak yehi soch pareshaan ho rahahai mera mann kya khat par likh kar dilebayaa sunaau unhe.....????? phulo sa chehra hai unka ab meri yaado mein unka hi jikr hai meri in sabhi baato mein
kese bhulu wo shaame suhaani jo kat ti thi unki baaho mein kese bhulaau wo raatein puraani jo kat ti thi unke aanchal ke saaye mein
jab beth kar karte the wo baatein pyaar ki tab jahlak jaat tha aankho se pyaar na jaan e kaha gaye wo beetin din jab bina dekhe ek duje ko kat te nai the din yehi sajda karte hai hum ab apne khuda se ki lauta de wo muje mera bichda pyaar ki lauta de wo muje mera bichda yaar
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|